All Time Best Movies Collection of Bollywood, Hollywood, Hindi Dubbed Movie along with movie review, box office collection, story, cast and crew by.. Watch Online

Directory
Home » » Jaane Kyon Log Pyar Song Lyrics ( Dil Chahta Hai 2001)

Jaane Kyon Log Pyar Song Lyrics ( Dil Chahta Hai 2001)

Jaane Kyon Log Pyar Song Lyrics ( Dil Chahta Hai 2001)
Director Shankar Ehsaan Loy
Singer Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Javed Akhtar
Album Dil Chahta Hai
Language Hindi

Jaane Kyon Log Pyar Song Lyrics ( Dil Chahta Hai 2001)

Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai

Pyaar mein sar jhukana padta hai
Dard mein muskurana padta hai
Zehar kyon zindagi mein bharte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai

Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajata hai
Log chhup chhup ke pyaar karte hain
Jaane kyon saaf kehte darte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar bekaar ki musibat hai
Pyaar har tarah khoobsurat hai
Ho.. pyaar se hum door hi achchhe
Arre pyaar ke sab roop hain sachche
Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain
Doobte hain na woh ubharte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyon aap hi mukarte hain
Jaane kyon.... jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

0 Comments:

Post a Comment

Banner Ads

Large Banner Ads

 
Created By SoraTemplates | Distributed By Gooyaabi Themes